Mojza Mere Nabi Ka | Hafiz Abu Bakar | New Video (Full HD)

Sharing is caring!

Mojza mere nabi ka, a beautiful naat by Hafiz Abu Bakar | (Full HD)

Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Keh dia to ho gaya keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya

Ap ne qatre ko dariya keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya

Hath me talwarlekar aye jab hazrat umar
Hath me talwarlekar aye jab hazrat umar
Hath me talwarlekar aye jab hazrat umar

Aa mere daaman me aaja keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya

Aabdeeda the bawaqt-e asar jab hazrat ali
Aabdeeda the bawaqt-e asar jab hazrat ali
Aabdeeda the bawaqt-e asar jab hazrat ali

Dobe soraj ko nikal ja keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya

Masjid-e nabawi me ghar se aap ke mimbar talak
Masjid-e nabawi me ghar se aap ke mimbar talak
Masjid-e nabawi me ghar se aap ke mimbar talak

Ap ne jannat ka tukra keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya

Billion pe unki shafqat or muhabbat dekh kar
Billion pe unki shafqat or muhabbat dekh kar
Billion pe unki shafqat or muhabbat dekh kar

Bo huraira ap ne bas keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Keh dia to ho gaya keh dia to ho gaya
Keh dia to ho gaya keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya
Mojza mere nabi ka keh dia to ho gaya

Stay Tuned With Us On Our Official Pages:

Subscribe us on YouTube.

YouTube www.youtube.com/zaitoontvchannel
Facebook: www.fb.com/zaitoontv.com
Instagram: www.instagram.com/zaitoon_tv
Flickr: www.flickr.com/zaitoontv
Pinterest : www.pinterest.com/zaitoontv
Linkedin: www.linkedin.com/in/zaitoon-tv
Twitter: wwww.twitter.com/zaitoontv
Dailymotion: www.dailymotion.com/zaitoontv
Google+: www.plus.google.com/u/0/+ZaitoonTvchannel
Website: www.zaitoontv.com
Like & Share..

 
 

    If you want to buy any Hamd o Naat then fill below mentioned form

    Your Name (required)

    Your Email (required)

    Telephone Number

    Hamd / Naat Title